Posts

Showing posts from July, 2018

Gmail account delete kaise kare.

Image
Gmail account delete kaise kare. Hello dosto aapka sowagat hai mare is blog par, dosto aaj ham ek bahut he intresting topic par bat karne wale hai ke ham apne gmail account delete kaise kare.  Tu dosto agar aapko apna gmail account delete karna hai tu aap iss post ko padh ke gmail account ko eassily delete karsakte hai. Gmail account delete karne ke liye aapko kuch baato ko dhayan me rakhna hoga jaise,agar aapne gmail ko delete kar diya tu aap ke savi service bhi delete ho jaiga, agar aapke us gmail se account bana hoga tu jaise facebook account,youtube channel, etc aur bhi bahut kuch hai a sab services band hojaiga.Tu aap gmail delete karne se pahale aap soch le tabhi aap gmail ko delete kare,  aur aapke pass bahut kam se kam samaye rahta hai apne gmail ko recover karne ke liye. Tu dosto agar aap a sab service ko band karna chate hai tu ap apne gmail ko delete karsakte hai, tu chaliye dosto ham jan late hai ke aakhir ham gmail account ko kaise delete kare. Gmail

Nokia X5 With Display Notch, Dual Rear Cameras Launched!

Image
Nokia X5 With Display Notch, Dual Rear Cameras Launched! Nokia x5 HMD Global ne akhir kar chin me apna smartphone phone Nokia x5 ko launch kar diya hai. Nokia x5 company ka dusra x series smartphone hai, isse pahale Nokia ne isse sal Nokia x5 series ko launch kiya tha. New Nokia x5 ke khasiyat ke baat kare tu isme Android 8.1 oreao operating system hai, Aur dowal camera hai. Nokia x5 ke kemat aur uplabtha. Nokia x5 ke 3gb RAM aur 32gb storage variant ke kemat hai 9,999 rupees, Aur 4gb RAM 64gb storage wala variant ka kimat hai kareem 13,999 rupees. Smartphone ke bikre 19july se suru hogai hai iske liye aapko suning.com par registration suru hogai hai. Nokia x5 ke features. Iske look ke baat kare tu yah bahut patla aur khubsurat hai, Isme Android 8.1 diya gaya hai company ka wada hai ke isko faster banane ke liye update milte rahege, is phone ko power dene ke liye 3060 mah ke battery degai hai. Nokia x5 ke phone me 5.86 Inc ke HD+ 720×1520 p

App kaise banaye sirf 2min me[Jane Hindi me]

Image
App kaise banaye sirf 2min me [Jane Hindi me] Hello dosto aapka sowagat hai mera is blog par. dosto aaj ham baat karne wale hai ke app kaise banaye sirf 2 min me Tu dosto aap sirf do min me app bana kar play store me publish karsakte hai aur bahut Sara paisa kama sakte hai. Tu app banane ke liye aapko ek web site me Jana hoga tu chaliye  jan late hai ke ham kaise app banaye. Aur dosto main yaha par aapko practical karke dekhane Wala hu. App kaise banaye How to make app? App kaise banaye. Step.1 Signup Tu sabse pahale aap ko ek website par Jana hai, website ka name hai appgeyser . Aur aap ek website par pahuch jaoge. Anne ke baad aapko simply log in par click karna hai aur aisa page khul jaiga, aapko simply registere par click karna hai aur register kar lena hai. Karne ke baad aapko ek new window par redirect kar Dega. Step.2 Click on create app Yaha par Anne ke baad aapko simply creator app par click karna hai aur aapke samne ek

Admob account kaise create kare[ Jane Hindi me]

Image
Admob account kaise create kare[ Jane Hindi me] Hello dosto aapka sowagat hai mere is blog par. Dosto aaj ham baat karne wale hai ke admob account kaise create kare , tu dosto aap sirf 2 mins me admob account bana sakte hai. Tu chaliye jann late hai ke kaise create kare admob account. Admob account kaise banaye Admob kya hai? Tu dosto admob kya hai aur isse kya hota hai, ye sab sawal aapke man me chal raha hoga tu main aapko baata du ke admob Google he product hai, Isme aap apne app me ads laga sakte hai aur paise kama sakte hai bina kuch investment kiye huye. Aur aab baat kar late hai ke ye paisa kab deti hai dosto aise tu iska minimum payout hai $100 jab aapka 100$ ho jaiga tu aapke Adsense me send kar diya jaiga aur woha se aapke bank account me send kar diya jaiga. Admob account kaise banaye.   Tu dosto admob account banane ke liye aapko ek email ki jarurat hai aur ek fresh mobile number ke. Tu in sab chejo hone par aap assani se admob account bana sa

2min me Gmail kaise banaye || Jane Hindi me.

Image
2min me Gmail kaise banaye || Jane Hindi me. Hello dosto aap sab kaise hai main ummed karta hu ke aap sabhi thik honge. Tu dosto aapko malum chalhe gaya hoga ke aaj ham kid wesai me baat karne wale hai agar aapko malum nahi Chala hai tu aap ko main baata Deta  hu aaj ham sirf 2min me Gmail create karne wale hai wo bhi bina koi browser open kiye huye. Tu dosto chaliye jann late hai ke akhir ham sir 2min me Gmail kaise create kar sakte hai. How to Create Gmail just in. 2mins 2min me Gmail kaise banaye. Step.1 Tu sabse pahale aap apne phone ke setting me click kijye aur click kiye more option me aur scroll karke niche ke taraf account me click kijye. Step.2 Click on last option Tu yaha par aapko simply Kuch nahi karna hai sirf aapko add an account par click karna hai. Step.3 Select on Google Tu dosto iss page par aapko simply Google ko select karna hai aur ek new page par redirect hojainge. Step.4 Click on cr

Contact form kaise banaye || Jane Hindi me.

Image
Contact form kaise banaye || Jane Hindi me. Hello dosto namaste aapka sowagat hai mere is blog par. Dosto aaj ham baat karne wale hai ke ham kaise apne blogger me contact form create karke kaise lagaiye. Tu dosto aap bahut he assani aur jalde aap Contact form ko create karsakte hai. Tu chaliye dosto Janne late hai ke ham kaise create kare contact form.  Contact form kaise create kare Contact form kaise create kare. Tu sabse pahale aap ko ek website me Jana hoga, Google me ja kar ke type kijye Emailmeform aur search kijye. Aur nahi tu aap is link par click karke bhi ja sakte hai. Tu Janne ke baad aapko simply is parkar ke page dekhega. Sign up kare Step.1 Tu is page par Anne ke baad aapko sign up karna hoga. Aur ek baat aur aap usse email se sign up kijyega Jis par aapka blog hai, q ke jabbhi koi user form ko fill karke send karega tu o directly aapke email par send ho jaiga. Main aapko recommend karunga ke aap Google se sign up kare. Sign up

Blogger Blog Me Web Push Notifications Kaise Enable Kare ...

Image
Blogger Blog Me Web Push Notifications Kaise Enable Kare.. Hello dosto aap sabhi kaise hai main ummed karta hu ke aap thik honge. Tu dosto aaj ka hamara topic yah hai ke blogger blog me web push Notifications kaise enable kare. Agar is Web push Notifications bell ko apne site me lagate ho tu aap ko bahut faida hoga, Jabbhi aapke blog par koi visitor aayega tu woh aap ke blog ko subscribe karsakta hai aur jabbhi aap koi new articles dalo ge tu usko Notifications mil jaiga tu is tarah se aap apne Website ko rank bhi kara sakte hai aur visitor bhi la sakte hai. Tu chaliye dosto Ham jan late hai ke ham kaise Web push notifications bell apne blogger par lagate o bhi free me. Website par web push Notifications kaise enable kare Blogger blog par web push Notifications kaise enable kare. Tu sabse pahale aapko ek website par Jana hoga. Is link par click karke aap us website par ja sakte hai onesignal .  Click karne ke baad aap ek new website par pahuch jainge, Jane ke baa

YouTube channel kaise banaye [ Jane Hindi Me ]

Image
YouTube channel kaise banaye [ Jane Hindi Me ] Hello dosto namaskar aap sabhi ka sowagat hai meri is blog par. Dosto aaj main aapko batanewala  hu ki aap YouTube channel kaise bana sakte hai bilkul free me. Tu dosto YouTube channel banane ke liye aapke pass ek email hona chaheye. Aaj ke iss article me main aapko bataunga ke step by step YouTube channel kaise create karsakte Hai. Dosto tu chaliye jann late hai ke ham kaise YouTube channel create kare. YouTube channel kaise create kare YouTube channel kaise banaye. Tu dosto YouTube channel create karne ke liye aapko crome browser me Jana hoga aur search karna hai YouTube,  Karne ke Baad simply first option par click kar Dena hai aur aap apne browser ko desktop mode on kar lena hai. Aur ab aapko apne email id se login hona hai aur aapko press karna hai apne email id ke uper tab kuch is parkar ka option khul jaiga. Click on email symbol Tu yaha par dosto aapko first email ke symbol par click karna  hai aur a