Nokia X5 With Display Notch, Dual Rear Cameras Launched!

Nokia X5 With Display Notch, Dual Rear Cameras Launched!

Nokia x5
HMD Global ne akhir kar chin me apna smartphone phone Nokia x5 ko launch kar diya hai. Nokia x5 company ka dusra x series smartphone hai, isse pahale Nokia ne isse sal Nokia x5 series ko launch kiya tha. New Nokia x5 ke khasiyat ke baat kare tu isme Android 8.1 oreao operating system hai, Aur dowal camera hai.

Nokia x5 ke kemat aur uplabtha.

Nokia x5 ke 3gb RAM aur 32gb storage variant ke kemat hai 9,999 rupees, Aur 4gb RAM 64gb storage wala variant ka kimat hai kareem 13,999 rupees. Smartphone ke bikre 19july se suru hogai hai iske liye aapko suning.com par registration suru hogai hai.

Nokia x5 ke features.

Iske look ke baat kare tu yah bahut patla aur khubsurat hai, Isme Android 8.1 diya gaya hai company ka wada hai ke isko faster banane ke liye update milte rahege, is phone ko power dene ke liye 3060 mah ke battery degai hai.

Nokia x5 ke phone me 5.86 Inc ke HD+ 720×1520 pixal display degai hai. Is phone me mediatek helio p60 octa core processor degai hai aur 3gb ram 32gb storage 4gb RAM aur 64gb storage ka wekalp milega. Nokia x5 ko Microsd  card se 256gb tak badhaya ja sakta hai.

Nokia x5 ke camere ke baat kare tu 13 megapixal primary aur secondary 5mega pixal hai, aur uske sath led flash bhi hai aur 2.2 ka lenc bhi hai, isme aapko backgrounds bluer image ka bhi option hai dslr camera hai.

Features me 3.5mm audio jack, 4.2 Bluetooth,gps,wifi 802.11a/b/p/n/a/c hai aur dono sim 4g aur volte hai Nokia x5 ka dimensions hai 149.5 1×71.9 8×8.0 96mm hai.

Tu thanks dosto agar aapko yah article accha laga ho tu aap apne dosto ke sath share kijye aur comment karke mujhe baatye ke aapko kaisa laga hai Dhannewad.

Comments

  1. Boht badiya information hain bhai, keep it up.
    My blog: Full Time Work From Home

    ReplyDelete
  2. Osm explain way.. Thanks
    Bhai Mujhe AdSense approvel Milega mere website per Jake check krke bta dena comments..me please

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Gmail account delete kaise kare.

Best movies downloading themes || Hindi.

Top 4 Most Unique Android Launcher | You Should Try Right Now