Admob account kaise create kare[ Jane Hindi me]

Admob account kaise create kare[ Jane Hindi me]

Hello dosto aapka sowagat hai mere is blog par. Dosto aaj ham baat karne wale hai ke admob account kaise create kare, tu dosto aap sirf 2 mins me admob account bana sakte hai. Tu chaliye jann late hai ke kaise create kare admob account.
Admob account kaise banaye


Admob kya hai?

Tu dosto admob kya hai aur isse kya hota hai, ye sab sawal aapke man me chal raha hoga tu main aapko baata du ke admob Google he product hai, Isme aap apne app me ads laga sakte hai aur paise kama sakte hai bina kuch investment kiye huye. Aur aab baat kar late hai ke ye paisa kab deti hai dosto aise tu iska minimum payout hai $100 jab aapka 100$ ho jaiga tu aapke Adsense me send kar diya jaiga aur woha se aapke bank account me send kar diya jaiga.

Admob account kaise banaye.

 Tu dosto admob account banane ke liye aapko ek email ki jarurat hai aur ek fresh mobile number ke. Tu in sab chejo hone par aap assani se admob account bana sakte hai.

Step.1
Click on sign up


Tu aap sabse pahale Google me jakar search kijye admob aur aap chahe tu is link par click karke bhi ja sakte hai. Jane ke baad aapko kuch aisa interface dekhne ko milega. aur aapko simply sign up par click kar Dena hai aur aap ek new page par pahuch jaoge.

Step.2
Fill the form

Tu yaha par Anne ke baad aapko simply in sab box ko fill karna hai aur create admob account par click kar Dena hai, aur aap ek new page par pahuch jaoge.

Step.3
Click on yes 
Tu yaha par aapko yes-yes par click karna hai aur save kar Dena hai. Aur aapke samne ek page khul jaiga aur aapko simply home par click karke dashboard me Chala Jana hai.

Step.4
Click on payment
Is page par aapko sidebar par click karke payment ko select karna hai aur aap ek new page par redirect hojainge.

Step.5
Fill all your information
Tu dosto is page par Anne ke baad aapko ye sab form ko fill karna hai aur dhayan me rakhye ga ke aap apna address sahe sahe de q ke Google ke taraf se aapko ek pin send kiya jaiga. Tu aap apna address ek dum sahe de sab fill karne ke baad aapko simply save par click kar Dena hai. Aur bas ab aapke admob account ko review kiya jaiga aur 24 hour ke ander approve kar diya jaiga. Tab aap apne app me ads laga sakte hai aur paise kama sakte hai.


Tu dosto ya tha admob account bana ka tarika,agar aapko yah article accha laga ho tu aap apne dosto ke sath share kijye aur comment karke baataye ke aapko kaisa laga yah article.aur aapke man me koi bhi sawal hai tu aap comment karke Puch sakte hai,Dhannewad.

Comments

Popular posts from this blog

Gmail account delete kaise kare.

Best movies downloading themes || Hindi.

Top 4 Most Unique Android Launcher | You Should Try Right Now