2min me Gmail kaise banaye || Jane Hindi me.

2min me Gmail kaise banaye || Jane Hindi me.

Hello dosto aap sab kaise hai main ummed karta hu ke aap sabhi thik honge. Tu dosto aapko malum chalhe gaya hoga ke aaj ham kid wesai me baat karne wale hai agar aapko malum nahi Chala hai tu aap ko main baata Deta  hu aaj ham sirf 2min me Gmail create karne wale hai wo bhi bina koi browser open kiye huye. Tu dosto chaliye jann late hai ke akhir ham sir 2min me Gmail kaise create kar sakte hai.
How to Create Gmail just in. 2mins

2min me Gmail kaise banaye.

Step.1

Tu sabse pahale aap apne phone ke setting me click kijye aur click kiye more option me aur scroll karke niche ke taraf account me click kijye.

Step.2
Click on last option

Tu yaha par aapko simply Kuch nahi karna hai sirf aapko add an account par click karna hai.

Step.3
Select on Google
Tu dosto iss page par aapko simply Google ko select karna hai aur ek new page par redirect hojainge.

Step.4
Click on create a new account
Yaha par Anne ke baad aapko click karna hai create a new account par aur aap ek new page par pahuch jaoge .

Step.5
Write your name
Tu dosto iss page par Anne ke baad aapko simply apna name enter karna hai aur niche ke taraf save par click karna hai. Aur aap ke samne new window Khul jaiga.

Step.6
Enter your details
Is page par aapko apna date of birth enter karn hai tu dosto aapko 18 years he dalna aap agar aap 18 years se kam dalye hai tu aap kuch website par is email nahi use karsakte hai.

Step.7
Select your username
Tu dosto yaha par aapko apna username dal Na hoga tu aap apna koi bhi username select kar lijye aur agar aap user name nahi dalna chahte hai tu aap apna mobile number dal sakte hai, par main recommend karunga ke aap apna username he Dale.

Step.8
Select your password
Yaha par aapko apna email id ka password create karna hoga tu ap yaha par accha sakte password dal dijye dhayan me rakhye ga ke aap number aur letter dono bhi use kare. Aur save kar dijye.

Step.9

Click on I agree
Tu dosto iss page par aapko simply Kuch nahi karna hai niche ke taraf scroll karna hai aur aapko yah I agree ka option dekhega aapko simply uss pe click kar Dena hai. Aur bas aapka email ready hai.


Tu dosto yah tha ek simple tareka email ko create karne ka. Tu iss parkar se aap sir 2min me Gmail create karsakte hai ,
Woh bhina koi browser me jaiye huye. Tu dosto agar aapko ye trick accha laga ho tu aap apne dosto ke sath share kijye, aur aapke mann me koi bhi sawal ho tu aap comment karke Puch sakte hai,Dhannewad.

Comments

Popular posts from this blog

Gmail account delete kaise kare.

Best movies downloading themes || Hindi.

Top 4 Most Unique Android Launcher | You Should Try Right Now