Blogger Blog Me Web Push Notifications Kaise Enable Kare ...

Blogger Blog Me Web Push Notifications Kaise Enable Kare..

Hello dosto aap sabhi kaise hai main ummed karta hu ke aap thik honge. Tu dosto aaj ka hamara topic yah hai ke blogger blog me web push Notifications kaise enable kare. Agar is Web push Notifications bell ko apne site me lagate ho tu aap ko bahut faida hoga, Jabbhi aapke blog par koi visitor aayega tu woh aap ke blog ko subscribe karsakta hai aur jabbhi aap koi new articles dalo ge tu usko Notifications mil jaiga tu is tarah se aap apne Website ko rank bhi kara sakte hai aur visitor bhi la sakte hai. Tu chaliye dosto Ham jan late hai ke ham kaise Web push notifications bell apne blogger par lagate o bhi free me.
Website par web push Notifications kaise enable kare


Blogger blog par web push Notifications kaise enable kare.

Tu sabse pahale aapko ek website par Jana hoga. Is link par click karke aap us website par ja sakte hai onesignal
Click karne ke baad aap ek new website par pahuch jainge, Jane ke baad aap ke samne kuch is parkar ka page hoga.
Click on web push
Yaha par Anne ke baad aapko simply web push par get started par click karna hai. Aur aap ek new page par pahuch jainge.
Sign up
Is page par aapko sign up karna hai. Aap kai tarah se sign up karsakte hai par main recommend karunga ke aap Google account se he sign up kare.sign up karne ke baad ap is page par pahuch jaoge.
Add a new app
Yaha par Anne ke baad aapko simply add a new app par click kar Na hai aur kuch aisa page khul jaiga.
Write app name
Tu yaha par Anne ke baad aapko simply app name kuch bhi dal dijye aur create par click kar dijye. Ab phir se aapke samne ek new page open ho jaiga.
Click on web push
Yaha par Anne ke baad aapko o line ko scroll karke niche Lana hai aur tab aapko ye web push ka option dekhega, aapko web push par click karke select kar lena hai next par click kar Dena hai. Aur aapke samne ek new page khul jaiga.
Site setup
Yaha par anne ke baad aap sabse pahale apne site ka name aur url enter kar dijye, aur niche ke taraf scroll karke Anne par aapko kuch ya option dekhai Dega aapko simply us par click karke aapko add a prompt par click karke add kar Na hai. Add karne ke baad aapko kuch is parkar ka dekhega. 
Add hone ke baad 
Tu add hone ke baad aapko kuch is parkar ka dekhega. Tu ab aapko kuch nahi karna hai simply niche Jakarta save par click kar Dena hai. Aur aapke samne ek new page pare html code dekhega kuch aisa.
Copy and paste in footer section
Tu finally dosto aab aapko ka code ready hai ab aap simply is code ko copy kijye aur apne blogger ke layout me ja kar ke add gadget par click karke html JavaScript le kar ke is code ko usme paste kar dijye aur save kar dijye bas ab ap apne blog ko refresh kar ke dekhye, ap ke blog ke footer me ek bell show kar raha hoga, jab bhi us par koi click karega tu aapka blog subscribe hojainge.

Tu dosto agar aapko ye article accha laga ho tu aap apne dosto ke sath share kijye aur comment kar ke mujhe bataiye, aur aapke mann me koi bhi sawal ho tu aap mujh se comment karke Puch sakte hai ya email bhi kar sakte hai, Dhannewad


Comments

Popular posts from this blog

Gmail account delete kaise kare.

Best movies downloading themes || Hindi.

Top 4 Most Unique Android Launcher | You Should Try Right Now