How to submit your website to all search engine? Apne website ko sabhi search engine me kaise submit kare.

How to submit your website to all search engine? Apne website ko sabhi search engine me kaise submit kare.


Hello dosto  aap sab kaise hai main ummed karta hu ke aap sabhi thek honge. Aaj ka hamara topic hai How to submit your website to all search engine? Apne website ko sabhi search engine me kaise submit kare. Ji ha dosto sirf app ek click me sabhi search engine me submit karsakte hai, yah bilkul free hai. Tu dosto aaye jan Lete hai ke ye kyn jarurre hai. Yah bahut jarurre hamare website ko sabhi search engine me first page par rank karne ke liye.

Submit your website to ALL search engine CONSOLE

Submit your website to all search engine.

Tu dosto apne website ko search engine me submit Karne ke liye aapko Jana hoga ek website par jiska nam hai entireweb. Aapko koi bhi browser open kar lena hai aur type karna hai entireweb aur aapko Google ke first option ho ga iss parkar.
select option
Yaha par aapko simply first option par click karna hai aur aap direct ek new page par redirect hojange.
Enter your website URL

Tu dosto yaha par aapko apne website ka url aur email address Dena hai aur proceed par click kar Dena hai. Karne ke baad aapke email par ek confirmation bheja jaiga aap ko wait karna hai aur email receive ho jaye tu aap simply uss par click kar Dena hai. Karne ke baad aap ke samne ek new page open ho jaiga. Aur aapko ek plain select karna hoga agar aap free Wala use karna chahte hai tu paid plain use karsakte hai.
Successful
Tu dosto yaha par aapko kuch nahi karna hai a sabhi yeha par automatic hoga. Jab green arrow dekhno lagega tu aapka website uss search engine me submit ho gaya hai aur Jo red mark dekh raha hai uss par ap ko khud karna hoga. Tu dosto yah tha ek bahut he assan tarike search engine me website ko submit Karne ka. Ab aapka website successful submit hogaya hai.


Tu dosto agar  aapko yah article accha laga ho tu apne dosto ke sath share kijye aur comment kar mujhe bataiye ke aap ko yah article kaise laga. Aur koi bhi sawal ho tu aap comment karke Puch sakte hai main kosis karunga ke aapke sawal ka reply jald se jald karu.Dhannewad.

Comments

Popular posts from this blog

Gmail account delete kaise kare.

Best movies downloading themes || Hindi.

Top 4 Most Unique Android Launcher | You Should Try Right Now