Contact form kaise banaye || Jane Hindi me.
Contact form kaise banaye || Jane Hindi me.
Hello dosto namaste aapka sowagat hai mere is blog par. Dosto aaj ham baat karne wale hai ke ham kaise apne blogger me contact form create karke kaise lagaiye. Tu dosto aap bahut he assani aur jalde aap Contact form ko create karsakte hai. Tu chaliye dosto Janne late hai ke ham kaise create kare contact form.
Contact form kaise create kare |
Contact form kaise create kare.
Tu sabse pahale aap ko ek website me Jana hoga, Google me ja kar ke type kijye Emailmeform aur search kijye. Aur nahi tu aap is link par click karke bhi ja sakte hai. Tu Janne ke baad aapko simply is parkar ke page dekhega.
Sign up kare |
Step.1
Tu is page par Anne ke baad aapko sign up karna hoga. Aur ek baat aur aap usse email se sign up kijyega Jis par aapka blog hai, q ke jabbhi koi user form ko fill karke send karega tu o directly aapke email par send ho jaiga. Main aapko recommend karunga ke aap Google se sign up kare. Sign up karne ke baad ap ko ek new page par redirect kar Dega.
Select the contact form |
Step.2
Tu dosto iss page par Anne ke baad aapko simply contact form par click kar Dena hai, aur aap ek new page par redirect hojainge.
Step.3
Click on edit |
Yaha par Anne ke baad aapko simply edit par click karna hai, aur aapke samne ek new page khul jaiga. Aur aap chahe tu aap edit bhi karsakte hai ap jaise chahe waise customize karsakte hai. Par main aaj isme aapko jaisa hai woisa he batanewala hu main kuch edit nahi karne Wala hu.
Step.4
If you want to customize |
Tu dosto yaha par aapko customize karna hai tu aap karsakte hai aapko simply jiska edit karna hai us par aap click kar ke edit kar sakte hai. Jaise mann lo aapne name par click kiya tu aapke samne option Khul jaiga.Tu is parkar se aap edit kar sakte hai aur bhi Sundar bana sakte hai. Ab aapko save ka option niche ke taraf mil jaiga.
Step.5
Click on last option |
Iss page par Anne ke baad aapko simply edit karne baad aap jab save karoge tu aap is page par pahuch jaoge. Anne ke baad aap last option par click kijye aur aap pahale wale page par pahuch jaoge.
Step.6
Click on 3rd option |
Tu dosto aap is page par aap tabhi pahuchyange jab aap step.3 ke page par jakar code par click karenge yah page khul jaiga. Tu yaha par Anne ke baad aapko simply 3rd no ke option par click karna hai aur first wale code ko copy karlena hai yahe code aapka contact form ka code hai. Tu aap apne blogger ke page me jakar is code ko html section me paste kar dijye aur ho gaya.
Tu dosto agar aapko yah article accha laga ho tu aapko apne dosto ke sath share kiye aur mujhe jarrur baatana ke aapko yah article kaisa laga hai. Aur aapke man me koi bhi sawal ho tu aap comment karke Puch sakte hai ya phir email kar sakte hai aur social media par bhi follow karsakte hai.Dhannewad.
Thanks I Really needs it
ReplyDelete