Auto blogging kaise kare hindi me.

Auto blogging kaise kare  hindi me.



What is autoblogging-autoblogging.                            kya  hai?


Hello dosto asap sab kaise hai main umid karta hu ke aap sab thik hinge dosto aaj ka hamra topic hai ke auto blogging kya hai aur ise kaise karte hai tu chalye dosto bina time gawae suru karte hair.



Dosto auto blogging kya hai. Auto blogging usse kahte hai jo kise anye website se article ko aap ke website par post kar deta hai Rss feed ke dowar.



Auto blogging hame kaise karsakte hai.


Dosto auto blogging karne keliye sabse pahele aap ko ek blog banana hoga. Main aap log ko next article main bataunga ke aap blogger par blog kaise bana sakte hai wobhi free main. 


Blog banane ke baad aap ko google main ja kar type karna hai IFTTT.COM

aap ko pahle wala option par click karna hai aur website main jana hai Aur sign up kar lena hai apne google accout se.

 Sign up karne ke baad aap dashboard par redirect hojainge automate tab aap ko head main my applets ka option dekhaye dega aap ko simply uspe click karna hai. 

Click kar ne ke baad aap ko new applets ka option dekhai dega uspe click karn hai aur aap dusre page pa redirect ho jainge

  New applets kar lena hai



Aap is page  par pahuch jainge  aap ko this pe click karna hai or searh bar main search karna hai Rss aur aap usko select kar lijeye.

That main aap ko blogger select karna hai. 
Search kar na hai blogger aur select kar lena hai karne ke baad kuch aisa interface aiyega. 


Aap ko simply click karna hai create a post par. Aur aap dusre page par chale jainge. 

Simple aap ko via hai Waha se sab ko remove kar dena hai. Useke baad aap ko niche ke traf aana hai aur lebels main ifttt ko remove kar dena hai. Aur simply create action par click kar dena hai.Ab next step.
Simply finish par click kar dena hai. 

Ab yeha par aap ko check now par click karna hai .Aur aap ka auto-blogging ready hogaya bas itna sa kam tha. Dosto ab apko jana hai apne blog par aur jake apne blog ko refresh karn hai.Aap ko woha par kuch post dekhai dega .Ab ham apne next article main janenge ke ham apne blog ko monetiz kaie kare aur ads laga kar paise kaise kamaye.
                    Dhanewad

Comments

Popular posts from this blog

Gmail account delete kaise kare.

Best movies downloading themes || Hindi.

Top 4 Most Unique Android Launcher | You Should Try Right Now