How to apply for media.net| Media.net par apply kare 10second me

How to apply for media.net| Media.net par apply kare 10second me.


Hello dosto aap kaise main ummid karta hu ke aap sab thik hoge. Dosto aaj ka hamara topic bahut he interting aur mazedar hai. Tu chaliye dosto jan lete hai ke kya hai hamara topic aur isme kya interesting hai dosto aap ne kabhi media. Net ka tu naam suna he hoga aj is article me hame use topic par baat karne wale hai. Dosto sirf aap 10second me signup karsate hai ji ha dosto sirf 10 second aaj tab maine aisa koi website nahi dekha ke woha par itna jaldi aap signup karsakte hai. Aaj tak maine jaha bhi signup kiya woha par lamba chura process kiya. Tu jane lete hai kaise signup kare.

Apply for media. Net just in 10 second
Dosto sab se pahale aap ek browser open kar lijye aur aap type karye media. Net aur simply aap ek new page par pahuch jainge.
Signup
Is page par anne ke baad ap simply click kare sign me up aur aap ke samne ek page khul jaiga thik aisa.
Continue
Tu finally dosto aap is page par anne ke baad aap apne website ka url aur email address  aur phone number enter kar aap ko simply continue par click kar dijye aur bas ho gaya itna sa he process tha, aur dosto aap ko kuch dino ke baad email aiyega aur usme likha hoga ke aap ka account approve huaa hai nahi agar aap ka account approve huaa hoga tu aap ads laga kar aap bahut paise kamasate hai. Dosto ek baat aur bata du aap ko ke is website par approval milna assan nahi hai. Aap ko apne website ko acche se customize karna hoga aur aap ko traffic ke bhi jarurre hoge kamse kam aap ko us aur uk se traffic hona chaheye aur ek baat is par approval lane keliye aap ka contant English me hona behad jarurre hai nahi tu aap ko approval nahi milega. Tu dosto a sab thi is website ke khash baate jo aap ko dhayen me rakhna hai aur uske terms ko follow karna hai.

Tu dosto agar aap ko a article pasand aiya ho tu aap isko share kijye aur aap ke mann me koi bhi doubt ho tu aap mujhe comment karke baata sakte hai ya email karsakte hai. Dhannewad

Comments

Popular posts from this blog

Gmail account delete kaise kare.

Best movies downloading themes || Hindi.

Top 4 Most Unique Android Launcher | You Should Try Right Now