Free me blogger par website kaise banaye.

Free me blogger par website kaise banaye.


Hello dosto aap sabhi kaise hai main ummeed karta hu ke aap sabhi thik honge. Dosto aaj ka hamara topic hai ke free me blogger par website kaise banaye. Dosto main is article me bataunga ke aap free main kaise aap website banasakte hai. Dosto aap blogging karke bahut acche paise kamasakte hai. Aur aap Adsense se approval le ke apne website par ads laga kar.  Tu chaliye dosto jan lete hai ke ham kaise blog ko create karsakte hai.

Earn money by creating website 

Dosto website banane ke liye aap apne browser me ja kar  search karye www.blogger.com  Tu dosto search karne ke baad aap simply blogger pe click karye  aur aap is page par redirect hojoa ge  tu dosto jane ke baad aap simply signin kar lene ke baad aap is page par redirect hojaoge.
Create  blog

Aab yaha par aap ko simply create a new blog par click karye aur aap ke samne ek popup window kholjaiga.
Create blog

Window open hone ke baad aap simply apne website ka name aur domin name type karke select karna hai. Ab aap ka blog ready hai usse pahale aap ko ek seo setting karna hoga. Tu dosto aap sabse pahale aap setting par click karye  aur usseke baad aap basic par click karye aur description main aap apene website se related keyword  ko  type karye aur save par click kar dijye. Ab aap search preferences par click kijye.

Click on meta description

Aab aap simply jo description type kiya tha usko copy karke  is me paste kar dijye. Aur ab aap custom robots header tag par click karne ke baad ap ke samne ek page khol jaiga. Us pe aap is image ko dekh kar save kar lijye.
Be careful  while saving this
Tu dosto yaha par aap isko dekh kar simply acche se save kar lijye. Aur aab aap ka blog Ready hai post publish karne ke liye.

Tu dosto yah tu basic setting tha aab main aapko next article me main bataunga ke aap apne blog ke liye advace setting kaise kare.  Tu dosto agar aapko koi bhi problem ho tu aap comment karke bata sakte hai ya mujhe email karsakte hai main kosis karunga ke aap ke sawal ka jald se jald reply karu. Dhannewad.

Comments

Popular posts from this blog

Gmail account delete kaise kare.

Best movies downloading themes || Hindi.

Top 4 Most Unique Android Launcher | You Should Try Right Now