Ads unit kaise generate kare || Adsense me.

Ads unit kaise generate kare || Adsense me. 


Hello dosto namaskar aap sabhi kaise hai main ummed karta hu ke aap sabhi thik honge. Dosto aaj ka hamara topic hai ke ads units kaise generate kare Adsense me. Tu dosto aap ads units ko aapne blog par ads laga kar paise kamasakte hai. Tu dosto chalye jan lete hai ke ham ads unit kaise generate kar sakte hai.

Ads units for Adsense 

Sabse pahle aap koi bhi browser ko open kar lijye aur type karye www.google Adsense. Com  Type karne ke baad aap iska official website ko open kar le aur signin hojane ke baad aap apne Adsense account par pahuch jainge. Tab aap ko simply home ke side me 3line dekhe ga aap uspe click kijye.
My ads
Dosto ab aap ko dekhai de raha hoga ke aap ko kaha click karna hai. Tu aap my ads par click kar dijye aur aap ke samne ek new page khol jaiga.
Click on ads units
Aab yaha par dosto aap ko kuch nahi karna hai sirf aap ko click karna hai ads units par.
New ads units
Tu yaha par dosto aap ko simply uss Button  par click karna hai aur aap dusre page par chale jainge.
Select
Yaha par anne ke baad aap ko jobhi ads chaheye o select kar lijye.
Write name and save
Dosto yaha par aap ko uss field me aap kuch bhi name likh kar save kar dijye. Aur aab aap ke samne ek popup window khol jainga kuck is parkar.
Copy and close
Dosto yaha par aap ko code ko copy karna hai aur aap jaha par use karna chate hai us par use kar sakte hai. Tu dosto close karne ke baad aap ke samne aisa page aajaiga.
Code list

Tu dosto yaha par aapke sabhi code ka list dekhai dega. Dosto ek baat main aapko batana chata hu ke yah code thabhi work karega jab yah code active hojaiga tab code ko active hone keliye kam se kam 7 din ka time leta hai, seven days ke baad aap is code ko use kar sakte hai. Agar yah code aapne abhi use kiya tu kuch bhi nahi show karega sirf blank ads show karega.

Tu dosto main ummed karta hu ke aap sabhi jankari samajh paihonge. Agar aap ko ko doubt hai tu aap mujhe comment karke bol sakte hai ya email karsakte hai. Dhannewad.

Comments

Popular posts from this blog

Gmail account delete kaise kare.

Best movies downloading themes || Hindi.

Top 4 Most Unique Android Launcher | You Should Try Right Now